Showing posts with label BREAK'UP. Show all posts
Showing posts with label BREAK'UP. Show all posts

Tuesday, 22 September 2015

Dil toot jata hai par khanak nahin hoti,


Dil toot jata hai par khanak nahin hoti,
Har dhadkan roti hai par palak nahin roti,
Mohabbat naam hai khuda ki bandagi ka,
Jo sharto pe mile woh Mohabbat nahi hoti…

BREAK'UP


कल रात मैने 
अपने दिल से भी रिश्ता तोड़ दिया,
पागल तेरे को भूल जाने की सलाह दे रहा था..
______________________________

Jaan Kar bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye...

Jaan Kar bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye...
Aaj Tak Pehchan Na Paye...
Khud Kar Liye Bewafai Humne...

Taki Unpar Koi Ilzam Na Aaye...
__________________________________

Mai Jo dooba to samandar ko bhi Hairat hui,
Ajeeb Shaks hai kisi ko pukaarta bhi nahi

___________________________________

बस इतनी सी ही कहानी थी मेरी मोहब्बत की,
मौसम की तरह तुम बदल गए फसल की तरह मैं बरबाद हो गया!!
__________________________________